Gungunna rahe hain aaj hum, raagini ko dhoondhte huey,
Aa gaye yahan jawan kadam, zindagi ko dhoondhte huey.
Do dillon mein yeh umang hai, hum jahaan naya banayenge,
Zindagi ka taur aaj se, doston ko hum sikhayenge,
Paudhey hum naye khilayenge, taazgi ko dhoondhte huey,

Baimaani ka bura riwaaz hai, aaj desh ke har samaaj mein,
Hai tabah aaj sara insaan, loot paat ke samaaj mein,
Hum samaaj bhi banayenge, sarfarozi ko dhoondhte huey,

No comments:
Post a Comment