Upcoming Hollywood & Bollywood Watch Online Movies

Sharabi Shayari

Maikhana Badalne Se,Na Badle Sharaab

 Maikhana Badalne Se,Na Badle Sharaab,
Nasha
Na Ho To Shaqiii Kharaab,
Jab Kaddam Badhh Hi Gaye Mehkhane Ki Taraff Aye Dost
Pyaare To Dubbo De Gam-E-Zindege Ke Aaj Yahan Gum Saare........

..............................................................................................................................

Logon Ne Kaha Ki Main Sharabi Hoon
Maine Kaha Unho Ne Ankhon Se Pilaiee Hai
Logon Ne Kaha Ki Main Ashiq Hoon
Maine Kaha Ashiqi Unho Ne Sikhaiee Hai......... 

 

Hothon Pe Aaj Unka Naam Aa Gaya 

Hothon Pe Aaj Unka Naam Aa Gaya
Pyase Ke Hath Mein Aaj Jaam Aa Gaya
Dole Kadam To Gire Unki Bahon Main Ja Ke
Aaj To Peena Bhi Hamare Kaam Aa Gaya....

Chaaro Taraf Tanhaai Ka Saya Hai 

Chaaro Taraf Tanhaai Ka Saya Hai
Zindagii Mai Pyaar Kisne Paya Hai.
Hum Yaado Mai Jhoomte Hai Unki.
Log Kehte Hai Aaj Phir Peekar Aaya Hai.....


 

 Paimaane Mein Chhalakti Sharab Baaki Hai 

Dil Samundar Hai Mera, Magar Ek Pyaas Baaki Hai
Tu Hai Be-Wafa To Kya, Teri Yaad To Baaki Hai
Barbaad Kar Gaye Mujhko Khud Se Juda Karke
Ab To Bas Paimaane Mein Chhalakti Sharab Baaki Hai........

 

 

...........................................................................................................

 Wo Bhi Din They Jab Hum Bhi Piya Karte They,
Yun Na Karo Hamse Piney Pilaney Ki Baat,
Jitni Tumhare Jaam Mein Hai Sharab,
Utni Hum Paimaney Mein Chod Diya Kartey They....

 

 

Madhhosh Hum Hardam 

Madhhosh Hum Hardam Raha Karte Hain
Aur Ilzaam Sharaab Ko Diya Karte Hain
Kasoor Sharaab Ka Nahi Unka Hai Yaron
Jinka Chehra Hum Har Jaam Mein Talaash Kiya Karte Hain......

 

 

Kuch Sharaab K Liye  

Ajj Pyass Lagi Thi Mujko

Labon Ko Nahi, Mere Dil Ko

Nashe Mein Abb B Bewaffa Ko Yaad Kiya
Par Humari Halat Ki Khabar Nahi Usko
Saaki Neh B Dil Manga Humara
Ye B Kaha, Jo B Pasand Aaya Usse Pee Lo
Humne Kaha, Dil Humara…
Agar Chahiye Tumhe
Zameen Par Tukde Pade Hain….
Jo Pasand Aaye Ley Lo!


Aisa Duba Teri Ankhon Mai 

 

Raat Gumsum Hai Magar Chand Khamosh Nhi
Kaise Keh Dun Aj Phr Hosh Nhi
Aisa Duba Teri Ankhon Ki Ghrai Mai
Hath Main Jam Hai Magar Peene Ka Hosh Nahi..........

 

 

Peetay They Sharab Hum,
Usne Chudadi Apni Kasam Dekar,
Mehfil Me Gaye The Hum,
Yaroon Ne Piladi Uski Kasam Dekar…

 

 

Har Baat ka Koi Jawab Nahi Hota…
Har Ishq ka Naam Kharab Nahi Hotaaa..
Yuh to Joom Lete Hai Nashe me Pine Wale
Magar Har Nashe ka Naam Sharab Nahi Hota…



Pi Hai Sharab Har Gali Ki Dukan Se,
Dosti Si Ho Gayi Hai Sharab Ki Jam Se,
Gujre Hai Hum Kuch Aise Mukam Se,
Ki Aankhen Bhar Aati Hai Mohabbat Ke Nam Se.
 
 

Mat Batao Mujhe tanhai kya hoti hai,
ke main aaj phir pee ke aaya hun…
Mat Batao mujhe bichadna kya hota hai,
ke main aaj phir pee ke aaya hun…
Mat Batao mujhe apne yeh dukh,
ke main aaj phir pee ke aaya hun…
Mat Batao mujhse kuch bhi ke main aaj
sab kuch bhulne ke liya har sharaab ka botal pee kar aaya hun…



Peene Pilane Ki Kya Baat Karte Ho,
Kabhi Hum Bhi Piya Karte The,
Jitni Tum Jaam Mein Liye Baithe Ho,
Utni Hum Paimaane Mein Chod Diya Karte The…




Tum Haseen Ho Gulab Jaisi Ho
Bahut Nazuk Ho Khawab Jaisi Ho
Dil ki dhadkan main aag lagati ho
Hothon Se Lagakar Pee Jayoon Tumhe
Sir Se Paanv Tak Sharab Jaisi Ho…



Ghar Kaa Safar Is Qadar To Sakht Na Tha 

 Door Se Duur Talak Ek Bhi Darakht Na Tha,

Tumhaare Ghar Kaa Safar Is Qadar To Sakht Na Tha,
Itne Masruuf Thay Hum Jaane Kii Tyaarii Mein,
Khade Thay Tum Aur Tumhein Dekhne Kaa Waqt Na Tha,
Main Jis Kii Khoj Mein Khud Kho Gya Thaa Mele Mein,
Kahin Vo Mera Hii Ehasaas To Kam Bakht Na Tha,
Jo Zulm Seh Ke Bhi Chup Rah Gya Na Khaul Utha,
Vo Aur Kuchh Ho Magar Aadmi Kaa Rakt Na Tha,............




 

 

 


 

 

 

 

 

 


 

4 comments: