Upcoming Hollywood & Bollywood Watch Online Movies

Wednesday, 27 June 2012

santa joke Interview

Santa’s Interview

Interviewer: Tell me the opposite of good.
Santa: Bad.

Interviewer: Come.
Santa: Go.

Interviewer: Ugly.
Santa: Pichlli.

Interviewer: U G L Y?
Santa: PICHLLY !!!!!!!

Interviewer: Shut Up.
Santa: Keep Talking.

Interviewer: Get Out.
Santa: Come In.

Interviewer: Oh my God.
Santa: Oh your Devil.

Interviewer: You are Rejected.
Santa: I am Selected.

~~~ BALLE BALLLE ~~~

Barish

JALATI HAI BARISH, RULATI HAI BARISH,
TADPATI HAI BARISH, SATATI HAI BARISH,
BANDH HOTI HU GHAR ME FIR BHI...
BHIGO DETI HAI BARISH.
U TO SAATH HAI SAB KA YAHA LEKIN
JAB BHI GIRTI HAI .....
BUS AKELI MUJE KAR JATI HAI BARISH...........

Sikh gaye

दर्द से खेलना सिख गए ,
हम बेवफाई को झेलना सिख गए
हम क्या बताये हमें ज़िन्दगी ने
किस कदर सकत बना दिया ,
के मौत से पहले कफ़न ओढना भी सिख गए!

तेरा मन चाहे वो कर

तेरा मन चाहे वो कर
फूल कोई तोड़े तो तोड़ ने दे
तेरी ये फूलदानी की कोई कदर नहीं
तुजे कोई चाहे तो चाहने दे
ये दुनिया में चाहनाराओ की कोई गीनती नहीं
तेरा मन छाहे वो कर
दील तुज से कोई जोड़ ने आये तो जोड़ ने दे
दील तोड़ने वाले की कोई गीनती नहीं
तेरे साथे वफ़ा करे तो होने दे
ये दुनिया में बेवफाई करने वाली की कोई गीनती नहीं
तेरा मन चाहे वो कर
तुजे कोई [यार करे तो कर ने दे
नफरत करने वालों की कोई गीनती नहीं
तेरी गरज है कीसी को तो गरज करने दे
ये दुनिया में गरजवान वाले की कोई गीनती नहीं
तेरा मन चाहे वो कर
तुजे कोई सपना आये तो आने दे
यनहा एहसास करने वाले की कोई कमी नहीं
हे "..." तेरा मन चाहे वो कर

kya sach hai kya sachaai hai

murgi se aaya hai unda ya unde se murgi aayi hai, ;)
kavita ne kavi ko banaya hai ya kavi ne kavita banayi hai,
duvidha main hoon fansa hua,
kya sach hai kya sachaai hai.

kya sach ke koi parebhasha hai,
kya sach-jhood ke beech koi rekha hai,
jo dekha hai woh sach hai kya,
kya sach ko kisi ne dekha hai ?

main kya hoon mujhe bataye koi,
kya kisi ne mujko dekha hai,
jo dekha hai woh main hoon kya,
kya itna he mera lekha hai

kya wahin hoon main jo dikhta hoon,
ya woh jo aap samjhte hain,
lekin jo aap samjhte hai,
kya woh aap samjhte hain?

maine main ko samjha nahin.
jo samjha hai samjha de mujhe,
main uljha hoon uljhan main meri,
mujhko mujhe se mila do hare..
mujhko mujhe se mila do hare..

shayari pyaar aur barsat ki

pyaas joh terih nazrooh meh hai
dariyaan meh utheh toofan mein nahin...
chahat jo tereh dil mein hai
shamma key parwaane mein nahi...
jannat joh tereh ghar peh hai...
woh khuda keh dar mein bhi nahi...
 ...................................................................................
Barish jab bhi uski chhat ko bhigoti hogi
wo bhi meri yaad mein roti hogi
wo kare lakh mana magar mera naam sunkar
halki si chubhan uske dil mein bhi hoti hogi
................................................................................

Hum to luta chuke hain sab kuch pyar mein
ab chain se wo bhi kahan soti hogi
Ji rahe hain milan ke chand lamhon ke sahare
wo bhi akele mein meri yaadein sanjoti hogi

Dosti

रिश्तो की किताब का कवर है दोस्ती ,
दोस्ती से बनी है हमारी हस्ती ,
खून के रिश्तो की बात आप करते है,
हमारे लिए तो ज़िन्दगी है आप की दोस्ती

Best Shayari

HAR RASTE KA MUKAM NAHI HOTA
DIL KE RISHTON KA NAAM NAHI HOTA
DEKHNA HAI DIL KI ROSHNI SE
AAP JAISA DOST KE LIYE AAM NAHI HOTA.....

...............................................................................................


JO KAL THA USE BHULKAR DEKHO

JO AAJ HAI USE JIKAR DEKHO
AANE WALA PAL KHU D HI SAWAR JAYEGA
BUS JINDGI KO PYAAR SE JIIKAR DEKHO...........

...............................................................................................


TUM SE ROJ MILNE KO JI CHHAHTA HAI

KUCH SUNANE AUR SUNNE KO DIL CHHATA HAI
KOI TUMHARE MANANE KA ANDAZ AAISA HAI
KI FIR ROOTH JANE KO DIL CHHATA HAI............

...............................................................................................


Laal aankhe,haath peele,hont neele ho gaye

Dil lagaya aapse to hum rangeele ho gaye

Chula chauka bhuulke ab patniyaa sajne lagii
Mall ke khulte patike baTuye dheele ho gaye

Ek yama ,ek hundai, ek label zain ka
Ek ghar me dekhiye kitne kabile ho gaye

Kursiyaa shero ki jabse sherni ne cheen li
Jitney the pahaad uche saare Teele ho gaye

Desh ne mahgaaii me ki vo tarakki aaj ke
Sukhi roti ke bhi ab to aaTe gile ho gaye........

..................................................................................................


Admi ko kyun ati hai admi se boo



Admi ko kyun ati hai admi se boo,
kutte bhi ek doosre ko soongh kar salam karte hain.

Kartoot-e-yaar se betaab hain marne ko joota,
magar kya karen dil se ehtram karte hai.

Isi ummeed se ki banenge ik din azeem shayar,
ham apni is pahli gazal ko galib ke naam karte hain.

Botal gilaas namkeen aap ka hoga,
hum baraf ka intzam karte hain.

Ye fun ki shayiri hai ya shayiri ka fun,
Deewanawar likhte hain log raam raam karte hain.

..................................................................................................


UTHE JO DARD TO DHEERAY SE MUSKURA DENA,


MILEN JO GHAM TO MOHABBAT UNHEN BANA LENA,

ZAHE NASEEB K MUJHE YAAD KARTI HO….

WARNA MUSHKIL TO NAHIN KISI KO BHULA DENA.

....................................................................................................


KABHI YAADON ME TUJHE BANHON ME BHAR LETE HAIN,


KABHI KHUABON ME TUJHE CHOOM LIYA KARTE HAIN,

TERI TU JAANE, PAR A JENE TAMMANA HUM TO….

SAANS K SAATH TUJHE YAAD KIYA KARTE HAIN.

......................................................................................................


Kalam ni shyahi ma kalam na aaNsu bhadi gayaa

Mandyaa jya pagla kaagad par kagad radi gayaa

Madta rahiyaa ekmek ne tarsi tarsi chhataa paN
Aksharoo na samundar ma itihaas chhodi gayaa

Karyaa rang rogaan dukh mahel na sukh rang thi
Samaavyaa jema prem akshr te kagad badi gayaa

lakhaaNa lekh laakho na lakhaaNa aaNsu virahna
Anek dukho bhegaa thai ek hasya ma madi gayaa


Na thaki Nihar kalam ke na prempatr puraa thayaa
Khatm thai shyaahi ne, shabdo oochha padi gayaa.......

.........................................................................................................


Dua karte hai ham ser jhukaaye,

ayy dost aap apni manzil ko paain,
Agar kabhi teri raho mein andheera aaye,
to roshni ke lyie Khuda hamko jalaye..