ku aapni dosti ko hum badnaam kartey
dost he toh jindgi ke naam par they
kuch dur they toh kuch pass they
na jaaney hum ku unkey dil se anjaan they..!
-----------------------------------
yaado ne jindgi ko jodna sikha diya
waado nehasrato ko bhulna sikha diya
es kadar badal jaayegi duniya hamari
diwane toh na they par diwana bana diya
---------------------------------------
sikhne sikhane ke khel mai
na jaane hum kya kya ko baithey
paaney ki khushi ka sabab pata nahi
kuch or khone ka dar dil mai le baithey
-----------------------------------------
e-hawa mere dost ko mera salam dena
har subha unko khushi ek paigham dena
unhey baani rahey hamari yaad
mujhey bus itna sa inaam dena
--------------------------------------------
katra katra sharab ka tere kareeb le jata hai
tujhey chuney ki koshish mai paimana tut jata hai
bahut bachi hai abhi maykhaane mai
teri chahat ka nasha tut nahi pata hai
------------------------------------------------
kisi roz kisi ne mujhe rula diya
wada thaa dosti ka par bhula diya
unko thaa fasalo ka shouk
fasla toh thaa par mita nahi
------------------------------------------------
har khushi mai kam thaa
gam mai bhi kaha dum thaa
lafzo ki jindgi jeete hai
varna jindgi mai bhi kaha dum thaa
-----------------------------------------------------
wo yaad karna nahi jaante hum bhulna nahi jaante
yahi ek fasla hai hamari dosti mai
jaruri nahi koi ahsaas saath ho hamesha
kuch tum nahi jaante kuch hum nahi jaante
----------------------------------------------------------
mujhe duriyo ki parwah nahi
duriyo ke ahsaas se darta hu
har mukam mil ke juda ho jata hai
mai mukamo ki talash se darta hu
-----------------------------------------------------
( kisi anjaan ka likha hua )
wo bhi ek jamana thaa
tere gam se dostana thaa
aaina tutne ka gam nahi
uski toh kismat mai tut jana thaa

No comments:
Post a Comment