jinsey vakfiyat hey mujhko kaam sey pahchantey hain,
kuch ajnabi hain jo mujhko nam sey pahcantey hain,,
aagaj hey aag key dariya mey utarney jesa,
mohabat ko log bas anjaams ey pahchantey hain,,
ungliyan jo uthaee tumney mashoor ho gaye,
shahar mey tery mujhko iljaam sey pahchantey hain,,
jis vakat jiski talab ho bula letey hain,
apni aarzuon ko vo badey aaraam sey pahchantey hain,,
mahnga hona bamushkil milna parakh hey jamaney ki,
heerey ko bhi uskey daam sey pahchantey hain,,,,,,,,,,

No comments:
Post a Comment