Zindagi mujhko ab us dorahe par le aai hai,
Jaha har khushi maine mujse ruthi paai hai,
Thodi khushi ki or jo maine kadam badaye,
Kismat ne har us maud pe thokar khaai hai,
Duje hi pal unka khanjar sine se paar huaa,
Na koi kisika bandhu yanha na koi bhai hai,
Pyaar ke sahaare jo thodi kasti aage badai,
Lahare waha bhi bhanwar ban chali aai hai,
Geelaa gairon se bhi kya kartaa jab,
Ye sab kuchh to mere Naseeb ki likhaai hai.

No comments:
Post a Comment