haan main bhool
sakta hoon tumhain,
jab chand chamkna chod dey,
aur suraj ugna bhool jaye,,
yaa phoolon pey muskurahat na ho,
aur dharti ghoomna band kar dey,,
haan main bhool
sakta hoon tumhain,
jab phaad pani mey ghulney lagey,
aur barf mey aag lag jaye kabhi,
yaa samandar mey pani na rahey,
aur mom pighalna chod dey,,
haan main bhool
sakta hoon tumhain,
jab kayamat ka din ho,
aur toon deewar nafrat ki tod dey,
yaa sans lena bhool jaoon main,
sakta hoon tumhain,
jab chand chamkna chod dey,
aur suraj ugna bhool jaye,,
yaa phoolon pey muskurahat na ho,
aur dharti ghoomna band kar dey,,
haan main bhool
sakta hoon tumhain,
jab phaad pani mey ghulney lagey,
aur barf mey aag lag jaye kabhi,
yaa samandar mey pani na rahey,
aur mom pighalna chod dey,,
haan main bhool
sakta hoon tumhain,
jab kayamat ka din ho,
aur toon deewar nafrat ki tod dey,
yaa sans lena bhool jaoon main,
No comments:
Post a Comment