Upcoming Hollywood & Bollywood Watch Online Movies

Thursday 26 July 2012

Khuli aankhon se khuwab dekha hai

khulli aankhon sey khuwab dekha hai
chehrae lajawab dekha hai

aaj piyale mai aab e zam zam ke
ek chhalkta sharaab dekha hai

ek sharm or haya ke parde mai
jaane kaisa shabab dekha hai

jaane kitne hi pattharon mai daba
aik heera nayab dekha hai

idhar udhar kya dekhte ho sanam
hum ne to bus janaab dekha hai

sudhar gaya hoon aaj ahsan mai
kya sudhurta nawaab dekha hai

No comments:

Post a Comment