Upcoming Hollywood & Bollywood Watch Online Movies

Friday 27 July 2012

Do mutthi ret

Kis hawa ko aanchal me panah du ?
Jo khud tufan ban sab mitana chahti hai,
Kis lahar ka hath thamu ?
Jo khud mujhe samndar me baha le jana chahti hai,
Phir bhi panah di,hath thama
Bheege aanchal ko udati ret se sukhana chaha,
Wo hawa khud hi aanchal ko dafan kar gai,
Do mutthi ret uski kabr par dhar gai.

No comments:

Post a Comment