Meri Hasrat mera dam har bar ghontati rahi,
Maine mangi Raham to mujhe kosti rahi,
Mujhe hai maloom wo Naraaj hai humse,
Meri dhadkan Iski wajah poochhati rahi.
.
Mai khamosh jo kuchh kah nahi pata hoon,
Mai hu akela jo na ab sah pata hoon,
Muala mere mujhe bula le apne pas,
Ki zinda hoon na jee pata hoon,
Meri Soch bhi ab puri rat sochti rahi,
Aur Meri dhadkan iski wajah puchhati rahi.
.
Mai kyu ruswa ho gaya hoon is kadar,
Sanam ka Naam yu aur is tarah lekar,
Mujhe nahi milta koi kharid dar is bajar mein,
Lele aune paune Bhav hai jo is dil mein,
Mujhe bepanahi tak Mera tassavur dhundati rahi,
aur meri Dhadkan fir iski wajah puchhati rahi.
.
Mujhe chaand mein bhi uska chehra najar ata hai,
Hawaao mein Usi ki khushbu har pal,
Mai nahi kar pata hoon ibadat bhi ab,
Kar leta hoon jab Khuda mein Sanam najar ata hai,
Meri kaifiyat khud se yu hi junjhati rahi,
aur fir meri dhakan iski wajah puchhti rahi..

No comments:
Post a Comment