Upcoming Hollywood & Bollywood Watch Online Movies
Ragini MMS 2 Movie Sixteen Movie BHAG MILKHA BHAG Movie Tara - The Journey of Love & Passion Movie Grand Masti Movie Yeh Jawaani Hai Deewani Movie DHOOM 3 Movie The Host Movie Raanjhanaa Movie Krrish 3 Movie

Wednesday, 29 August 2012

Bachppann

Bachpann ki wo dhundli yaadein
kash dobara jine ka mauka milta
bachpann ke wo dost purane
kash dobara milne ka mauka milta
bachpann ki wo baatay pyari
chehre pe hasi leeaai
par aankho me jo aansu aaye
kash unhe dobara hasi me badalne ka mauka milta
bachpann ki wo dhundli yaadein
kash dobara jine ka mauka milta
bachpann ke wo geet purane
kash dobara hume gane ka mauka milta
bachpann ke wo khel suhane
kash dobara khelne ka mauka milta
bachpann ke un har aarmaan ko
kash dobara sajone ka mauka milta
bachpann ki wo dhundli yaadein
kash dobara jine ka mauka milta.

No comments:

Post a Comment