meri duaa-o-ka maine khood pe ulta asar dekha,
mangi jo thodi khusiyan to barsata kahar dekha,
haalat ye dekh meri chahat ne bhi saath chhoda,
maine aansoon men magar use har pahar dekha,
iss ummid me ki aajaye woh ushe pukarata raha,
jaha jaha milaa karte the us jagah thahar dekha,
roop unke bhi dekh liye jinko apnas samajta tha,
pyaala paani jo maanga pyaale me zahar dekha,
pyaar ka diyaa jalaa ke ghar me chhod aaya tha,
waapas jo aaya to jalta huaa sahar dekha.

No comments:
Post a Comment