sab ki zindgi me ik farishta aata hai,
jise hum apna dost sacha kehte hain,
magar log use acha nahin samjhte,
or use bura bhala kehte hain,
Magar jo aisa kehte rehte hain,
wo apni zindgi me khud hi dukh sehte hain,
kyunki unko us dost(farishta) ki pehchan nahi hoti,
jinhe pehchan nahin hoti,
wo logon ki baaton me aate rehte hain,
or apne aap ko boht smart kehte hain,
jab kabhi unhe koi samjhata hai to wo samajhte nahi,
kyunki wo samajhte hain ki hamari zindgi hai yahi,
phir wo ye kyun nahin samjhte ki dost ke sath hi to zindgi chalti hai,
dosti se hi to subha hoti hai or sham dhalti hai,
asl zindgi to dost ke sath hi chalti hai,
mana ye cheej badi mushkil se milti hai,
is liye log use na pehchane ke liye majboor hote hain,
aise log zindgi me kam hote hain,
jo zindgi me sari khushi dete hain,
kuch log inn baton ka bura maan lete hain,
Or dost aise jo dosti ke liye jaan de dete hain.

No comments:
Post a Comment