Upcoming Hollywood & Bollywood Watch Online Movies

Wednesday 29 August 2012

Bachppann

Bachpann ki wo dhundli yaadein
kash dobara jine ka mauka milta
bachpann ke wo dost purane
kash dobara milne ka mauka milta
bachpann ki wo baatay pyari
chehre pe hasi leeaai
par aankho me jo aansu aaye
kash unhe dobara hasi me badalne ka mauka milta
bachpann ki wo dhundli yaadein
kash dobara jine ka mauka milta
bachpann ke wo geet purane
kash dobara hume gane ka mauka milta
bachpann ke wo khel suhane
kash dobara khelne ka mauka milta
bachpann ke un har aarmaan ko
kash dobara sajone ka mauka milta
bachpann ki wo dhundli yaadein
kash dobara jine ka mauka milta.

No comments:

Post a Comment