Upcoming Hollywood & Bollywood Watch Online Movies

Friday 24 August 2012

mila kya aur diya kya.

ikraar tumhara kya aur inkaar kya,
yoon puchna khvaieh kya aur raza kya,,

maut ka din tumney hi mukarrar kiya,
detey ho aub dawa kya aur duaa kya,,

main khata vaar nahin agar yakeen karlo,
fir mujhko dena myafi kya aur saza kya,,

muskuraney ka vada kar bethey varna,
hasney ki jarurat kya aur vajah kya,,

dard ka hisaab jara karlo
mohabbat mey tumko mila kya aur diya kya.

No comments:

Post a Comment