Upcoming Hollywood & Bollywood Watch Online Movies

Friday 31 August 2012

Mai Bus Tumhi Pe Marta Hun

Jazbaati sa ho jata hun jane kyun
jab jab tumhe yaad karta hun.
tum aaogi bhi kabhi k nahi meri jindagi me
bus isi baat se mai darta hun.

tum yaad karo na karo mujhko,
mai bus tumhi pe marta hun.

akeli si meri jindagi ka haseen pal hai tu.
bhulkar bhi bhulta nahi mera wo kal hai tu.
tujhe paane k liye mai aaj bhi,
kuchh bhi kar gujrata hun.

tum yaad karo na karo mujhko,
mai bus tumhi pe marta hun.

No comments:

Post a Comment