Kali ka husn piyo phool ka shabab piyo
Qamar ka noor piyo rang-e aftab piyo
Piyo to khoob piyo yani behisaab piyo
Kisee ki ankh ki chalkee huee sharab piyo
Chaman mein jao chameli kee chhaon mein baitho
Manao jahsn-e baharan sharabiyon se kaho
Aaj tauba ki imarat ko gira de pyare
Jitne maikhwar hain too sabko pila de pyare
Aaj maikhane se khali koi jane na paye
Saqi dar-e-miakhna abhi band na karna
Shayed mujhe jannat ki hawa raas na aye....

No comments:
Post a Comment