Itney dharam granth pad daale
kya tu yun vidwaan hua
aacharan mein tere pashuta ki jhalak
phir kaisa tu insaan hua
Har ek mantra ratne se kya
har waqt mala japne se kya
kya kehta hai har dharm hamein
naa jaana to phir seekha kya
Jaise bin diya jale prakaash nahin
waise khali baaton se bhagwan nahin
jo tumne jeevan satya na jaana
to maanav tera kalyaan nahi
Kyoun paath padte ho aise
jaise ho gadhe par chandan ka bojh
naa jaani gar jo mahima uski
to jaano teri hai gadhe ki soch.
kya tu yun vidwaan hua
aacharan mein tere pashuta ki jhalak
phir kaisa tu insaan hua
Har ek mantra ratne se kya
har waqt mala japne se kya
kya kehta hai har dharm hamein
naa jaana to phir seekha kya
Jaise bin diya jale prakaash nahin
waise khali baaton se bhagwan nahin
jo tumne jeevan satya na jaana
to maanav tera kalyaan nahi
Kyoun paath padte ho aise
jaise ho gadhe par chandan ka bojh
naa jaani gar jo mahima uski
to jaano teri hai gadhe ki soch.
No comments:
Post a Comment